MILAD_UN_NABI_KA_SABOOT_DEOBANDIO_KI_GHAR_SE

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 MILAD_UN_NABI_KA_SABOOT_DEOBANDIO_KI_GHAR_SE 🥀*



*✏️ DEOBANDIO KAM SE KAM APNE BADO KI TO MAANLO*

YA FIR APNE BUZURGO KO BHI BIDDATI KAHO

Thanvi,Gangohi,nanotvi ke Peer Milad un Nabi Manaya Karte The

Firqa e Deobandiya Wahabiya Jaise Hi Maahe Milad Shuro Hojata Hai Shor Machana Shuro Kar Dete Hain Ke 

Milad Bidat HaiNa Jayaz Hai 

Magar Shayad Ye Log Apni Hi Tareekh Se Bekhabar Lagte Hain ,

Ashraf Alli Thanvi Rashid Ahmad Gangohi Qasim Nanotvi Ke Peer Wa Murshid Haji imdad Ullah Muhajir Makki Milad Shareef Ke Taluk Se Farmate Hain”

*Hamare Ulama Maulud Sharif Mein Bahut Tanaza Karte Hain Ta,Ham Ulama Jawaz Ki Taraf Bhi Gaye Hain Jab Surat Jawaz Ki Maujod Hai Phir Kyun Tashaddud Karte hain Aur Hamare Waste itteba e Harmain Kaafi Hai “*

*📚Refrence : (Shamaim E imdadiya Page 93)*

Pata Chala Ke Deobandion Ke Peer Hazrat Haji Imadad ullah Muhajir Makki Milad Sharif Ke Jayaz Hone Ke Qail The 

Aur isi Baat Per Wo Deobandi Molvion Ko Jote Laga Rahe Hain Ke Ye Deobandi Molvi Milad Shareef Ke Taluk Se Tashadud Karte hain 

Phir Haji imadad ullah Muhajir Makki Ne is Baat Ki Bhi Dalil Faraham kar Di Ke Makka Sharif Mein Us Waqat Milad Shareef Manaya Jata Tha

 Aur Deobandion Ke Peer haji imdad ullah Muhajir Makki is Ko Mazbot Dalil Samjhte The

Deobandio ab batao tum apne Buzurgon ki manoge? 

Ya Inhe bhi biddati or gumrah jahannami kahoge? 

Faisla tumhare Hath h zarur batana



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59