ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51
`ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? आ़लिम की` `तअ़्रीफ़ क्या है यअ़्नी आ़लिम किसे कहते हैं ?` `غیر عالم تقریر کرنا چاہے تو ؟ / عالم` `کی تعریف یعنی عالِم کسے کہتے ہیں؟` `'Ghair 'Aalim Taqreer Karnã Chãhe` `To ? / Aur 'Aalim Kise Kahte Hain?` ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ ❶ 'Ghair 'Aalim Agar Apnî 'Taraf Se Kuchh Na Kahe Balki 'Aalim Kî Kitaab Parh Kar Sunaaye To is Men 'Haraj Nahîn Jabki Woh Jaahil Faasiq Maslan Daarhî Mundã Wa'ghairah Na Ho. ❷ *'Aalim Woh Nahîn Jo 'Aalim Kã Course Kar Ke Sanad* (Certificate, Degree) *'Haa'sil Karle* Balki 'Aalim Woh Hai Jo Mukammal 'Taur Par 'Aqaayid Se Waaqif Ho Aur Apnî Zarooriyãt Ke Masãyil Ba'ghair Kisî Kã Sahãrã Liye Az 'Khud Kitãbon Se Nikãlne Kî 'Salaa'hiyat Rakhtã Ho. Rahī Baat Sanad Kī To Yaad Rakhen Ki *Sanad Koyî Cheez Nahîn, 'ilm Honã Chaahiye.* *`Kyã 'Ghair 'Aalim Bhî Taqreer Kar Saktã Hai?`* *imãme Ahle Sunnat Farmãte Hain:* Jaahil Urdu 'Khwãn Agar Apnî 'Tar...