Makkah Me ‎500 ‏Saal Pehle Milad un Nabi ‎ﷺ ‏Par Kya Hota Tha ‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Makkah Me 500 Saal Pehle Milad un Nabi ﷺ Par Kya Hota Tha 🥀*



✏️ Hazrat Imam *Shaybani* al-Shafai Al Mutawaffah *944* Hijri Likhte Hain

*Makkah Ke Log Milad Shareef (12 Rabiul Aawwal) Ki Raat Us Jagah Jama Ho Jate Jahan Rasool Allah ﷺ Ki Wiladat e Paak Hui Aur Phir Wahan Milad Ka Zikr Aur Dua Karte Aur Rasool Allah ﷺ Ki Wiladat Ki Jagah Se Barkat Hasil Karte*
Subhan'Allah

👉Lijiye Janab 500 Saal Pehle Bhi Makkah Me Barelvi Hi Thay To Maloom Hua Ke 1924 Se Pehle Makkah Me Har Saal Musalman Milad Shareef Manate Chale Aa Rahe Hai

Reference Book
*📚 Hadaiq ul-Anwar Page 130*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59