Gustakh e Auliya Ki Hadees Bhi Mat Suno

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Gustakh e Auliya Ki Hadees Bhi Mat Suno 🥀*



✏️ Aaj Kuch Duniya Parast Log Ye Kehte Hai Ki Jab Koi Gherat Man Musalman Unse Ye Kehta Hai Ki Wahabiyon Deobandiyo Ahle'hageeso Ke Bayan *(प्रवचन)* Sunna Bhi Jais Nahi Kyunke Ye Allah Ke Waliyon Ke Gustakh Hai Tu Gawar Jahil Kehta Hai Ki Are Tu Kya Hua Wo Hadees Hi Tu Bayan Karte Hai Hadees Sunno Wagera Wagera
*Hazrat Imam Muslim Al Mutawaffah 261 Hijri Likhte*
Hazrat Ali Bin Shaqiq Ne Bayan Kiya Ki Mene Hazrat Abdullah Bin Mubarak Al Mutawaffah *181* Hijri Ko Sabke Samne Ye Kehte Hue Suna *Amrr Bin Sabit Ki Byan Ki Hui Riwayat Ki Hadees Chhod'do Kyunke Wo Salaf Swaliheen Yani (Auliya) Ko Galiya Diya Karta Tha*

👉 Yani Jo Shakhs Allah Ke Waliyon Ko Gali Deta Tha Usse Hadees Bhi Lena Jais Nahi *Tu Jo Aaj Wahabi Deobandi Mulla Hadees Byan Karte Hai Apne Matlab Ki To Wo Sunna Kaise Jais Ho Sakta Hai*

*Reference Book*
*📚 Muqaddama Sahih Muslim Page 56*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59