Ghaus e Azam Ka Aqeeda Baad wisal waseela lena

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Ghaus e Azam Ka Aqeeda Baad wisal waseela lena 🥀*



✏️ Hazrat Shaykh Abdul Qadir Jilani Baghdadi *Ghaus e Azam Al Mutawaffah 561* Hijri رحمۃ اللہ علیہ Likhte Hain
*Madinah Shareef Jakar Masjid e Nabawi Me Rasool Allah ﷺ Ke Mimbar Shareef Ke Paas Khada Ho Dua Kare Aur Kahe Allah ﷻ Me Tere Mehboob ﷺ Ki Bargah Me Aaya Hon Aur Tujhse Mutawajjah Hon Aur Tere Nabi ﷺ Ke Sadqay (Wasile) Se Meri Maghfirat Farma Phir Yun Kahe Asslamo Aalaika Nabi Al'Rehmat Ya Rasool Allah ﷺ Phir Rauza e Rasool ﷺ par Hazir Hokar Kahe Meri Fariyad Sune Allah Se Meri Maghfirat Ki Dua Kijiye Phir Mimbar Shareef Aur Rauza Mubarak Aur Qabr e Aqdas Ki Ziyarat Kare*

👉 To Maloom Hua Ki Shaykh Abdul Qadir Jilani رحمۃ اللہ علیہ Ka Bhi Wahi Aqeeda Tha Jo Aqeeda Hamare Mujaddid e Azam Alahazrat رضي الله عنه Ne Humko Diya *Chalo Wahabro Ahle'hageeso Gair Ki Muqallido Najdiyo Ghaus e Azam Ko Bhi Barelvi Bolo*😍

*Reference Book*
*📚 Ghunyat ut Talibeen Page 34*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59