Huzoor ‎ﷺ ‏Ki Milad Par Pathar Bhi Salam Padhte Hai ‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Huzoor ﷺ Ki Milad Par Pathar Bhi Salam Padhte Hai 🥀*



✏️ Hazrat Imam Abu Isa *Tirmizi* Al Mutawaffah *279* Hijri Hadith Code Karte
Hazrat Jabir Bin Samurah رضي الله عنه Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya *Makkah Me Ek Pathar Hai Jo Mujhe Un Raato Me Jinme Me Mabb'ous Kiya Gaya Tha Mujhpar Salam Padha Karta Tha Us Pattar Ko Me Aaj Bhi Pehchanta Hon*
Subhan'Allah

👉 Yani Ek Pathar Jo Huzoor ﷺ Ke Milad Shareef Ke Waqt Salam Padta Tha Huzoor ﷺ Usko Bhi Jantay Hai To Jo Unka Ummati Subho Shaam Apne Aaqa ﷺ Par Durood o Salam Padhte Hai Unki Izzat Huzoor ﷺ Ki Bargah Me Kya Hogi

*Reference Book*
*📚 Jame at Tirmizi [Published Saudi Najd Riyadh] Vol 6 Hadees 3624*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59