Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor ‎ﷺ ‏Jantay Hain ‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor ﷺ Jantay Hain 🥀*



✏️ [Quran Ka Elan] Sureh Rehman Ayat *(1)&(4)*
*الرَّحْمَٰنُ -:1*
*عَلَّمَهُ الْبَيَانَ -:4*
Tarjuma Translate
*Rehman Ne Apne Mehboob ﷺ Ko Quran Sikhaya Insaniyat Ki Jaan Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Makaa'na Wa Ma'yakoon Ka Bayaan Inhe Sikhaya*

*✏️ Tafseer (1)*
Hazrat Imam Abi Ishaq Bin Ibrahim Al Salibi Al Mutawaffah 428 Hijri Rehmatullahay'alaih Iski Tafsir Me Likhte Hain
*Allah ﷻ Ne Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Aur Unhe Har Woh Baat Ka ilm Sikha Diya Jo Ho Chuka Aur Jo Hone Wala Hai.*

*✏️ Tafseer (2)*
Hazrat Imam Abu Ibn e Jawzi Al Mutawaffah 597 Hijri Rehmatullahay'alaih Likhte Hai *Rahman Ne Apne Mehboob Ko Quran Sikhaya Insaniyat Ki Jaan Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Aur Ma'kaana wa Ma'yakoon Ka ilm e Gaib Ka Bayaan Inhe Sikhaya.*

*✏️ Tafseer (3)*
Hazrat Imam Abu Hussain Al 'Baghawi Al Mutawaffa *516 Hijjri* Rehmatullahay'alaih Farmate Hain
*Ki “Allah ﷻ Ne Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Aur Unhe Har Woh Baat Ka ilm Sikha Diya Jo Ho Chuka Aur Jo Hone Wala Hai.*

*✏️Tafseer (4)*
Hazrat Imam Qurtubi Al Mutawaffah *671 Hijri* Rehmatullahay'alaih Iski Tafsir Me Likhte Hain
*Allah ﷻ Ne Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Aur Unhe Har Woh Baat Ka ilm Sikha Diya Jo Ho Chuka Aur Jo Hone Wala Hai.*

*✏️Tafseer (5)*_Hazrat Imam Al Mufassir Abi Umar Bin Ali Abi Adil Damishqi Hambali Al Mutawaffah *880 Hijri* Rehmatullahay'alaih *Bhi Iski Yahi Tafsir Bayan Karte Hai*

*👉 Khuda Hi Jane Ubaid Unhe Hai Pta Kya Kya*
Hame To Itna Pta Hai
*Huzoor ﷺ Sab Jantay Hain*

*📚 Reference Book*
*1* Tafsir e Salabi
*2* Tafsir e Baghawi
*3* Tafsir e Zaad Masir
*4* Tafsir e Qurtubi
*5* Tafsir e Damishqi



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan's Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59