Mehfil e Milad Me Durood o Salam Padhna

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Mehfil e Milad Me Durood o Salam Padhna 🥀*



✏️ Wahabre Ahle'hagees Deobandi Najdi Apne Chote Bhai Shiao Rafziyo Se Matam Ka Department Le Chuke Hai Aur Rabiul Awwal Ka Mahina Aate Hi Najd o Deoband Me Matam Ki Aawaze Aana Shuro Ho Jayegi *Aur Alhamdulillah Sunni Barelviyon Ke Gharo Me Mehfil e Milad Ki Khushi Ki Aawaze Aane Lage Gi* To Ye Wahabi Deobandi Ahle'hagees Kahege Ki Tum Log Apni Mehfil Me Durood o Salam Padhte Ho Ye Bid'at Haram Hai Hawala 1857 🇬🇧🤣

*✏️Ibn e Qayyim* Jo Wahabiyon Ahle'hageeso Deobandiyo Ka Aaqa Hai Likhta Hai
Khalifa e Doom Hazrat Syyedina Umar Bin Khattab رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ke Aapne Farmaya *Apni Mehfilo Ko (Durood o Salam) Salato Nabi ﷺ Se Sajao*

*Point Be Noted*
👉 Ab Ghaur Kare Ki Hazrat Umar رضي الله عنه Kya Farma Rahe Hai Ki Apne Jalso Yani Mehfilo Ko Durood o Salam Se Sajao
*Aur Hum Jo Mehfil e Milad Shareef Ko Munaqqid (Sajate) Hai Usme Kya Hota Hai Nabi Kareem ﷺ Par Durood o Salam Hi Pada Jata Hai To Ye Aain Sunnat Hui Kyonke Hadees Se Sabit Hua Mehfil e Milad Karna*

Reference Book
*📚 Jala ul-Afhaam Safa 539*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59