Milad Shareef Ka Bayan

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Milad Shareef Ka Bayan 🥀*



✏️ Wahabre Ahle'hagees Deobandi Najdi Chillate Hai Ki Tum Barelvi Log Apne Nabi Muhammad ﷺ Ke Milad Wiladat Ka Zikr Tazkira Karte Ho Ye Bid'at Haram Hai *Hawala 3 Dec 1884* 🇬🇧😝

Hazrat Imam *Tabarani* Birth 260 Hijri & Wisaal (Al Mutawaffah) *360* Hijri Hadith Code Karte Hain

*Momino Ki Maa Hazrat Sayyeda Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Farmati Hai Mere Samne Rasool Allah ﷺ Ki Milad Shareef Ka Zikr Bayan Hua Aur Phir Hazrat Sayyidina Abu Bakr Siddiq عليه السلام Ki Wiladat Ka Zikr Hua Ki Huzoor ﷺ Ki Zahiri Omr (Age) 63 Saal Hui Aur Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ki Bhi Age 63 Saal Ki Hui*

👉Yani Pta Chala Ki Sahaba e Karaam Rasool Allah ﷺ Ke Milad Shareef Zikr Aur Tazkira Yani Bayan Karte Thay Aur Musalmano Ki Maa Milad Shareef Ko Sunti Thi

Reference Book
*📚Al Maujjam ul-Kabeer*
Vol *1* Hadees *28*
Narration of Hadith is *Good*


👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59