Huzoor ‎ﷺ ‏Ke Bina Chara Nahi ‎ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*Huzoor ﷺ Ke Bina Chara Nahi 🥀*



✏️ Imam Bukhari Ke Ustad Ke Ustad
*Hazrat Imam Abdur Razzaq Sam'aani Al Mutawaffah 211 Hijri* Hadith Code Karte
*Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Agar Hazrat Yusuf عليه السلام Tumhare Darmiyan Maujud Ho Aur Tum Mujhe Chor'kar Unki Pairwi Karo To Tum Gumrah Ho Jaoge*
(Allahu'Akbar'Kabira)

Tabhi To Mere Imam *Alahazrat* رحمۃ اللہ علیہ Farmate Hain
*WO SUEY LAL LA'ZAAR PHIRTE HAIN, TERE DIN AYE BAHAR PHIRTE HAIN, JO TERE DAR SE YAR PHIRTE HAIN, DAR-BA-DAR YU HI KHAAR PHIRTE HAIN*

Reference Book
*📚 Musannaf Abdur Razzaq Vol 6 Hadees 10165*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59