DEOBANDI MOLVI KO ILM E GAIB HAI

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 DEOBANDI MOLVI KO ILM E GAIB HAI 🥀*



*MAA KE PET ME LADKA H YA LADKI*
Deobandi Firqa Ke imam Moli ismail Dehlvi Likhta Hai
“Aur is Tarah Jo Khuch Madda Ke Pait {Maa Ke Pait} Mein Hai Usko Bhi Koi Nahi Jaan Sakta Ke Ek Hai Ya Do Nar Hai Ya Madda Kamil Hai …
Phir Aage Likhta Hai …
Garaz Ke Allah Ke Siwa Koi Khuch Aainda Ki Baat Apne ikhtiyar Se Nahi Jaan Sakta”
  
*🦞Taqwiyatul iman 🐍Page 32*

👉Deobandi Dharam Ke is Molvi Ne Apne Manne Walon Ko Ye Aqida Diya Hai Ke Maan Ke Pait Men Ladka Hai Ya Ladki Ye Sirf Allah Janta Hai Magar Kya Aap Jante Hain Ke Ke Deobandi Dhram Ke Molvi Abdullah Khan Pahle Hi Bata Deta Tha Ke Ke Ladka Hoga Ke Ladki Hogi Molvi Ashraf Alli Thani Azwaze Salasa Mein likhta hai
“Molana nanotvi Farmate Thy Ke Shah AbdurRahim Sahab Wilyati Ke Ek Murid Thy Jinka Naam Abdullah Khan Tha Aur Qaum Ke Rajput Thy Aur Hazrat Ke Khas Muridon Men Thy Unki Halat Ye Thi Ke Agar Kisi Ke Ghar Men Hamal Hota Aur Wo Taweez Lene Aata Tu Aap Farma Diya Karte Thy e Tere Ghar Men Ladki Hogi Ya Ladka Aur Jo ap Batla Dete Thy Wahi Hota Tha”

*🚽Hikayat e Auliya Yaani Azwaze Salasa 🎭Page 132*

⛸Ye Ab Debandi Batayen Ge Ke inka Molvi Abdullah Khan Jhota Tha Ya
 Taqwiyatul iman Ke Hisab Se Deobandion Ka Khuda Tha isliye Ke ismail Dehlvi Ne Likha Hai Ke Man Ke Pait Mein Kya Hai Ye Allah Janta Hai Aur Deobandi Ladka Aur Ladki Dono Ki Peshan Goi Kar raha Hai Aur Deobandion KE Ghar iski Peshan Goi Se Ladka Ladki Paida Bhi Ho Rahe Hain 



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59