DEOBANDIO KA DUSRA JHUTHE ILZAM KA MUHTOD JAWAB

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 DEOBANDIO KA DUSRA JHUTHE ILZAM KA MUHTOD JAWAB 🥀*



*YE DEOBANDI MAZHAB SIRF JHUTH PR CHAL RHI H* 
Deokhani Dharam Ke Kazzab e Azam Molvi ilyas Ghuman Ne Ahle Sunnat Wa Jamat Per Ye ilzam Lagay Ke 
Sunni Huzorﷺ Ko Bashar Nahi Maante 

iliyas Ghuman Likhta Hai
“Inaho Ne {Ahlesunnat Ne } Zahar Ki Ye Goli Musalmano Ke Halaq Mein Huzor ﷺ Ki Mohabbat Aur Azmat Ke Naam Se Utari Aur Ab Wo Khole Bandon Huzorﷺ Ki Bashrariat Se inkar Karte Hain Aur Aqida Noor Un Min Noor Allah Ka Parchar Karte Hain”

Refrence:- 
*📚 (Firqa Barelviat Pak Wa Hind Ka Tahqiqi Jayeza Page 313)*

Ilias Ghuman Dajjal Wa Kazzab Ne inta Bada Jhoot Baka Hai Aur Ye Jhoota ilzam Lagana Inke Dharam Ka Janam Sidh Adhikar Hai 
Ahle Sunnat Ki Kisi Bhi Motabar Kitab Mein Huzor Ki Bashraiat Ka inkar Maujod Hi Nahi Hai
Aur Na Koi Sunni Sahih Ul Aqida Nabi Karim Ki Bashariat Ka Munkir Hai Aur Ye Hum Kya Hamara Mukhalif Bhi iski Gawahi Deta Howe Nazar Aata Hai 
iliyas Ghaman Ke Hum Mazhab Molvi Muhammad Palanpuri deobandi Likhata Hai

“ Aur Razakhani {Ahlesunnat Wa Jamat} Ulama Ka Bhi Yahi Aqida Hai Ke Aan Hazrat ﷺBashar Aur insan Hain Aur Jo Huzor Akram ﷺKo Bashar Na Maane Wo Kafir Hai”

*📚 Refrence :-(Muhazrat ilimiya Page 126)*

👉 Dekh Rahen Hain Aap Khud Deokhani Molvi Ne Apne Hi Bidati Deokhani Molvi Ko kaise expose Kar diya is Liye Hum Sunni Kehte Hain Deokhani Ka Rad Karne Ki Hame Zarorat Hi Nahi Hai Ye Log Khud Apni Kitabon Mein Hamara Difa Kar Baithte Hain Chahe Wo Anjane Mein Hi Kyun na Ho.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59