Huzoor ‎ﷺ ‏Ki Qabr e Aqdas Ke Niche Aur Upar Sahabi Ne Chadar Dali

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ke Niche Aur Upar Sahabi Ne Chadar Dali 🥀*



✏️ Hazrat Jafar Bin Muhammad Apne Walid Se Riwayat Jisne Rasool Allah ﷺ Ki Qabr e Aqdas Banai Wo Hazrat Abu Talha رضي الله عنه Hain Aur *Jisse Qabr e Aqdas Ke Niche Makh'mal (Velvet) Ki Chadar Bichai Wo Huzoor ﷺ Ke Gulam Hazrat Shaqran Hai*
Jafar Kehte Hai Mujhe Ubaidullah Bin Rafay Ne Khabar Di Wo Kehte Hai Mene Shaqran Ko Kehte Suna *Allah Ki Kasam Mene Rasool Allah ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ke Niche Makh'mal Chadar Bichai*

Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Kehte Hain *Rasool Allah ﷺ Ki Qabr e Aqdas Par Ek Red Velvet (Lal Rang) Ki Chadar Dali Gai*

*Kya Sahabi Bhi Barelvi Thay😝😝😝😝😝😝*

*Reference Book*
*📚 Jame Tirmizi Vol 2 Hadees 1047-1048*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59