Karamat e Ahle Hagees
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Karamat e Ahle Hagees 🥀*
*✏️ ALLAH Ta’ala se Jhagadne Wala Firqa*
Ji haan ek aisa firqa hai jo Allah se jhagadne wala ladai karne wala firqa hai jisko Saari duniya Ghair muqallid wahabi firqa keht Hai
pehle tu inky yahan koi wali nahi hai aur jisko ye wahabi wali kehte hain wo Allah se ladai jhagda karne wala wali hai aur jo allah se ladai karne wala hoga wo allah ka tu wali nahi hoga shaitan ka wali ho sakta hai is liye ki shaitan hi ne tu Allah se bagawat ki thi
Ab chaliye hum Aapko Wahabia ki Asal ibart ki tarf liye chalty Hain
Kitab Ulamye Ahle hadith ka zauq e Tasawwuf is ky page number 83 per likha hai
*Hazrat sofi Abdullah sahab bhi madarsa ghaznaviya mein Tashreef laya karte thy wo tu Allah paak ky Itne Ladle wali thy ki Apni duayen zid kar ky Aur jhagad kar manwa liya karte thy*
itna hi nahi neeche likhte Hain ke ye Abdulla sofi wahabi, Allah tala ko dhamki bhi diya karta tha wo kehta tha
*dena, deta kiyun nahi*
Kiya aisa aqida mushrikine Makka ka nahi tha wo yahi tu kehty thy ki Hamare butt hamari muradon ko Allah se Jhagad kar manawa liya Karenge.
Wahabia Ne ab tak apne is sofi Abdullah ko Na tu kafir hone ka fatwa diya aur na mushrik hone ka hi fatwa diya
*Scan image is post ke sath zaroor check kijiye*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें