Nighahe Mustafa ‎ﷺ ‏Wa Ilm E Gaib ‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Nighahe Mustafa ﷺ Wa Ilm E Gaib 🥀*



✏️ Wahabre Deobandi Ahle'hagees Najdi Kehte Hai Tumhare Nabi ﷺ Ko To Diwaar Ke Piche Ka ilm Nahi Tha *Maaz'Allah*
Hazrat Samrah Bin Jundub رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Ek Martaba Nabi Kareem ﷺ Ne Fajir Ki Namaz Padhai Aur Namaz Ke Baad Farmaya *Kya Yahan Fulah Qabile Ka Koi Admi Hai To Un Logo Ne Kaha Hum Maujud Hai Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Tumhara Saathi Jo Fawth (Death) Ho Gaya Hai Usay Ek Qarz Ke Silsile Me Jannat Ke Darwaze Par Rok Liya Gaya Hai Lehaza Tum Uska Qarz Ada Karo*
Subhan'Allah

👉 Yani Huzoor ﷺ Ba'zahir Zameen Me Jalwa Farma Hain Par Ilm e Gaib Dekho Ki Kaun Kis Qabile Ka Fawth Hua Hai Aur Kis Wajah Se Kis Jagah Usko Rok Diya Hai Ye Bhi Huzoor ﷺ Jantay Hain
*Nighahe Mustafa ﷺ Ka Ye Aalam Hai Ki Zami Par Rehkar Arsh Aur Jannat Ko Dekh Rahe Hai*

Reference Book
*📚 Musnad Ahmad Bin Hambal Vol 15 Hadees 20005*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59