Quran Aur Ahle Bait Ko Thamne Waala Gumraah Na Hoga

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Quran Aur Ahle Bait Ko Thamne Waala Gumraah Na Hoga 🥀*



✏️ Hazrat Jaabir bin Abdullah رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه se Rivayat Hai Farmate Hai Maine Rasool Allah صلى الله عليه وسلم ko Hajj Me Arfaa K Din Dekha Jabki Aap Apni Oontni Kaswa Par Khutba Padh Rahe The, Maine Aap Nabi E Karim صلى الله عليه وسلم Ko Farmate Huwe Suna *AYE LOGO MAINE TUM ME WO CHEEZ CHHODI HAI KI JAB TAK TUM UNKO THAME RAHOGE GUMRAAH NAA HOGE ALLAH ﷻ KI KITAB AUR MERI ITRAT YAANI AHLE BAIT”*

*📚(Jamai Tirmizi Vol :06, Pg : 435,Kitabul Manakib,Hadees : 3786)*
*📚(Imam Tabrani رحمة الله عليه​ Al Mujam Ul Awsat Vol : 05, Pg : 89, Hadees : 4757)*
*📚 (Imam Tabrani رحمة الله عليه​ Al Mujam Ul Kabir Vol : 03, Pg :66, Hadees : 2680)*
*📚 (Ibn Kathir Tafseer Ibn Kathir Vol : 04, Pg : 114)*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59