Sahabi Ka Shahadat Ke Baad Kalam Karna

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀Sahabi Ka Shahadat Ke Baad Kalam Karna 🥀*



✏️ Hazrat Imam *Bukhari* Al Mutawaffah *256* Hijri Likhte Hain
*Hazrat Sabit Bin Qais رضي الله عنه Jang e Yamama Me Shaheed Ho Gaye Aur Hazrat Abdullah Bin Ubaidullah رضي الله عنه Kehte Hain Me Un Logo Me Shamil Tha Jinhone Hazrat Sabit Bin Qais رضي الله عنه Ko Dafan Kiya Tha Aur Jab Humne Hazrat Sabit رضي الله عنه Ko Qabr Me Utara To Hazrat Sabit Rasool Allah ﷺ Ka Kalma Padhne Lage Bole Muhammad ﷺ Allah Ke Rasool Hain Aur Hazrat Abu Bakr Siddiq Hain Aur Hazrat Umar Shaheed Hain Aur Hazrat Usman e Ghani Bade Narm Mijaaz Hain*
Subhan'Allah

👉 Yani Abhi Hazrat Umar رضي الله عنه Abhi Shaheed Bhi Na Hue Unki Shahadat Se Almost 14 Saal Pehle Hi Bata Diya Sahabi Ne Wo Bhi Apni Shahadat Ke Baad

Reference Book
*📚 Tareekh al-Kabeer lil-Bukhari Vol 5 Page 138 Raqam 413*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59