Waseela Badmazhabo Se bhi Sabit Hai
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Waseela Badmazhabo Se bhi Sabit Hai 🥀*
🔥Wahabi Waseele ke Munkir he, Wisaal ke Baad Waseela lene ko Shirk va Haram kehte he..
*✍🏻...Aaiye Aaj Unke hi Aqabiren ki Zubani deikhe..*
📝PROOF-1
✏️ Ibne temiya ke sagird ibne kaseer likhte he...✍🏻
Jab ibne temiya mar gaya tab aik jamat ne us ke gusal ka bacha hua pani piya aur Jis bairi se us ko gusal diya gaya tha is se baqiya bairi ko aik jamat ne apas me taqsim kar liya aur juo ki beis us ne apni gardan me Jo pare wala daga dala tha Use aik sakhs ko use aik so pachas 150 dirham me diya gaya aur sar par Jo rumal tha is ke pachso 500 dirham diye gaye aur age likhte he log bahot dino subah shaam us ki kabar par Aate rahe aur is ke pas raat gujarte aur subah karte
*📚 (al bidaya wanihaya, jild14 ,page-159)*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें