Abu Bakr Mujhse Hain Me Abu Bakr Se

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Abu Bakr Mujhse Hain Me Abu Bakr Se 🥀*



✏️ Hazrat Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Se Marwi Hai Ke Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya *Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Mujh'say Hain Aur Me Unsay. Aur Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Duniya o Akhirat Me Mere Bhai Hain*

Hazrat Abu Hurairah رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ke Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya *Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Aur Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Asman Walo Aur Zameen Walon Me Behtareen Hai Aur Qayamat Tak Baki Rehne Walo Se Bhi Behtar Hai*

Hazrat Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Se Marwi Hai Ke Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya *Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Allah ﷻ Ki Janib Se Aag Se Azad Shudah Hai*

*📚 Reference Book*
*Fazail e Shaikhain [Imam Suyuti] Page 43*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59