Bid'at e Hasnah Aur Hazrat Usman e Ghani

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Bid'at e Hasnah Aur Hazrat Usman e Ghani 🥀*



✏️ Wahabre Deobandi Ahle'hagees Kehte Hai Jo Kaam Rasool Allah ﷺ Ne Nahi Kiya Wo Baad Me Karna Biddat Hai Aur Har Biddat Gumrahi Hai Aur Har Biddat Gumrahi Jahennam Me Lekar Jayegi
*Ye Hai Ahle'hageeso Ki Bid'at Ki Definition*
Hazrat Sa'eeb Bin Yazeed رضي الله عنه Bayan Karte Hain Ke Rasool Allah ﷺ Ke Waqt e Zahiri Me Aur Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Aur Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Ki Khilaafat e Haqq Me Jume Ki Azan Ek Hi Hoti Thi *Lekin Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Ne Apni Khilaafat e Haqq Me 3rd Teesri Azan Ka izafa Kiya*

Kya Wahabiyon Deobandiyo Ahle'hageeso Gair Muqallido Najdiyo Tumhare Andar Hai Jurrat Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Ko Wahi Kehne Ki Jo Hum Sunni Barelvi Musalmano Ko Kehte Ho Biddati Gumrah

*👉 Is Hadees Se Pta Chala Ki Jo Kam Rasool Allah ﷺ Ne Na Kiye Ho Aur Baad Me Deen e Islam Me Naye Kaam Ka izafa Kiya Jo Islam Sunnat Ke Khilaf Na Ho Aur Shariyat Me Accha Ho To Usse Bid'at e Hasnah Kaha Jata Hai Aur Ispar Amal Karna Sawab Aur Sahaba Ka Tarika Hai*

*📚 Reference Book*
*Sahih Bukhari Vol 2 Hadees 912*


👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59