Kya Har Kalma Padhne Wala Musalman Hai
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Kya Har Kalma Padhne Wala Musalman Hai 🥀*
✏️ Aaj Zyada Tar Jahil Log Kehte Hai Ki Wahabiyon Ahle'hageeso Deobandiyo Saudi Najdiyo Ko Bura Na Kaho Ye Bhi Kalma Padhte Hai *Wagera Wagera*
Un bakwas karne waale is Hadees ko gaur se padhe or apni islah kre
*Hadees e pak*
Hazrat Mehboob Bin Rabia رضي الله عنه Riwayat Karte Hai Ki Jab Me Madinah Shareef Aaya To Hazrat Utban Bin Malik رضي الله عنه Se Mulaqat Hui Aur Mujhse Ek Hadith Bayan Ki *Meri Aankhon Ki Roshni Kafi Kam Ho Jane Ki Wajeh Se Huzoor ﷺ Mere Ghar Tashreef Saath Me Kuch Sahaba Bhi Thay Aur Wo Sab Ghar Ke Andar Namaz Padhne Lage Aur Usi Beech Munafiqo Ka Zikr Chid Gaya To Un Logo Ne Munafiq Malik Bin Dukhshum Ke Bare Me Chaha Ki Rasool Allah ﷺ Uske Liye बद्दुआ (Curse) Farmaye Taki Wo Mar Jaye Ya Uspar Azaab Aa Jaye Jab Huzoor ﷺ Namaz Se Farigh Hue To Farmaya Kya Malik Bin Dukhshum La'ilaha il'lallah Ki Iqrar Karta Hai Aur Is Baat Ka Bhi Ki Mai Allah Ka Habib Rasool ﷺ Hon* Toh Sahaba e Karaam Ne Arz Kiya Ki Wo Zaban Se To Kehta Hai Lekin Dil Se Nahi Kehta
👉 Yani Wo Dekhne Me To Musalman Hi Tha Kalma Padhta Tha Lekin Uske Dil Me Huzoor ﷺ Ka Bughz Tha Is Liye Wo Musalman Nahi Munafiq Tha *Aur Aaj Same Isi Tarah Wahabi Ahle'hagees Selfie Gair Muqallid Deolandi Najdi Hai Jo Hamare Nabi Ka Kalma To Padhne Ka Dawa Karte Hai Lekin Dil Me Unse Bughz o Dushmani Rakhte Hai Aur Iska Saboot Unki Kitabo Aur Taqriro Ko Sunkar Pta Chalta Hai*
Is Hadees se maloom hua ki sirf zabaan se kalma padh lene se koi musalman nhi ho jaata hai kalma ke sath sath pyaare Aaqa Nabi e Rahmat sallallaho alaihe wasallam ko bhi dil o jaan se maanna hoga
*📚 Reference Book*
*Sahih MuslimVol 1 Hadees 149*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें