Huzoor ‎ﷺ ‏Ka Saya Kyun Nahi Tha ‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Huzoor ﷺ Ka Saya Kyun Nahi Tha 🥀*



✏️ Hazrat Imam Nasafi Al Mutawaffah *710* Hijri Likhte Hain *Hazrat Usman Ghani ؓرضي الله عنه Ne Guzarish Ki Ke Ya Rasol Allah ﷺ Beshaq Allah Ta'ala Ne Aapka Saaya Zameen Per Is Liye Nahi Waqe Kiya Ki Kahin Koi Insan Apna Qadam Aapke Saaye Per Na Rakh'de*
Subhan'Allah

👉 Yani Pta Chala Ki Allah Ko Hamare Nabi ﷺ Ke Saye Ki Bhi Azmat Itni Azeez Hai Ki Kahi Koi Uspar Qadam Bhi Na Rakhe Isi Liye Saya Hi Nahi Banaya Aur Saya Hota Bhi Kaise Noor Ka Saya Kaha Hota Hai

*📚 Reference Book*
Tasfsir e Madarik
Vol 2 Page 492*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59