Imam Abu Hanifa Ka ilm Hazrat Imam Zehbi Likhte Hain

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Imam Abu Hanifa Ka ilm Hazrat Imam Zehbi Likhte Hain 🥀*



✏️ Hazrat Ali Bin Asim رحمۃ اللہ علیہ Ne Farmaya
*Agar Imaam Abu Hanifa رحمۃ اللہ علیہ Ke Ilm [Knowledge] Ko Aur Pure Zamane Ke Ilm Ko Agar Tawlah (Weight) Kiya Jaye Toh Hazrat Imam Abu Hanifa رحمۃ اللہ علیہ Ka Ilm Sabse Zyada Aur Sabpar Bhari Hoga*
Allahu'akbar Kabira

*Imam e Azam Abu Hanifa رحمۃ اللہ علیہ Ke Waqt Me Itne Bade Bade Muhaddiseen Aur Imam Thay Jo Khud Akele Unka ilm Samudr Ke Bara'bar Tha Toh Socho Sare Zamane Ke Logo Ke ilm Par Imam Abu Hanifa رحمۃ اللہ علیہ Ka ilm Bhari Aur Zyada Hai*

*📚 Reference Book*
*Siyar Alammul Nubula Vol 6 Page 403*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*




टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59