Kay Dafnane Ke Baad Ijmai Dua Karna Bid'at Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Kay Dafnane Ke Baad Ijmai Dua Karna Bid'at Hai 🥀* 



✏️ Wahabri Ahle'hagees Selfie Gair Muqallid Najdi Aksar Kehte Hai Ki Tum Barelvi Log Apne Murdo Ko Qabr Par Dafnane Ke Baad Milkar Ijmai Dua Karte Ho Ye Bid'at Haram Hai
Hazrat Usman Bin Affan رضي الله عنه Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Jab Mayyat Ko Dafna Ke Farigh Ho Jate To *Qabr Par Rukte Aur Farmate Apne Bhai Ke Liye Astagfaar (Maghfirat) Ki Aur Uske Sabit Qadam Rehne Ki Dua Karo Beshaq Abhi (Qabr) Me Usse Sawal Kiya Jayega*

👉 Pata Chala Ki Sahaba e Karaam Huzoor ﷺ Ke Hukm Par Qabr Me Dafnane Ke Baad Qabr Par Khade Hokar Mayyat Ke Liye Ijmai (Yani Sab Milkar Maghfirat Ki Dua Karte *Aur Huzoor Ka ilm e Gaib Dekho Ki Qabr Me Sawal Hone Wala Hai Pehle Hi Jante Hai*

*📚 Reference Book*
*Sunan Abu Dawud Vol 3 Hadees 3221 Hadith is Hasan*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59