‏Kya Jo Kaam Rasool Allah ‎ﷺ ‏Ke Waqt e Zahiri Na Hue Wo Karna Najaiz Aur Bid'at Hai ‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Kya Jo Kaam Rasool Allah ﷺ Ke Waqt e Zahiri Na Hue Wo Karna Najaiz Aur Bid'at Hai 🥀*



✏️ Yahudi RSS Ke Chote Chote Muqallid Wahabi Ahle'hagees Selfie Kehte Hai Ki Jo Kaam Musalmano Ke Nabi ﷺ Ne Na Kiye Aur Jiska Hukm Bhi Na Diya Wo Sab Karna Haram Bid'at Gumrahi Hai

Hazrat Zaid Bin Sabit رضي الله عنه Bayan Karte Hain Jang e Yamama Ke Dauran Musailma Kazzab Ke Muqable Me Qurra *(Qari)* Hafiz e Quran Shaheed Hone Lage Tu Hazrat Umar رضي الله عنه Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ke Paas Aaye Aur Kehne Lage Ki Hafiz o Qari Shaheed Ho Rahe Hai Mujhe Lagta Hai Ki Quran Shareef Ko Ek Jagah Jama Kar Liya Jaye *To Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ne Farmaya* Aye Umar رضي الله عنه Tum Us Kaam Ko Kaise Karoge Jis Kam Ko Huzoor ﷺ Ne Na Kiya Ho *To Hazrat Umar رضي الله عنه Ne Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Se Farmaya Ha Ye Kam Huzoor ﷺ Ne Nahi Kiya Lekin Allah Ki Kasam Ye Kaam Accha Hai*

*📚 Sahih al Bukhari Vol 6 Hadees 4986*

👉 Toh Pta Chala Ki Jo Kam Accha Hai Wo Chahe Huzoor ﷺ Ke Waqt Hua Ho Ya Na Hua Ho Usko Karna Accha Hai



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59