छींक ‎[Sneeze] ‏Aane Par Huzoor ‎ﷺ ‏Par Durood o Salaam Padho ‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 छींक [Sneeze] Aane Par Huzoor ﷺ Par Durood o Salaam Padho 🥀*



✏️ Hazrat Imam Bayhaqi Al Mutawaffah *458* Hijri رحمۃ اللہ علیہ Ek Hadith Code Karte Hai
*Hadees Ki Pehli Riwayat*
Ek Aadmi Ne Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Ke Samne छींका Aur Usne Alhamdulilah Kaha *Hazrat Ibn e Umar Radi'Allahu'Anhu Ne Usse Kaha Ke Tumne Bukhal Kiya Hai Jaise Tumne Allah ﷻ Ki Hamd Ki Thi To Nabi Kareem ﷺ Par Durood Bhi Bhejte.*

*Hadees Ki Dusri Riwayat*
Ek Aadmi Ne Hazrat Ibn e Umar رضي الله عنه Ke Samne छींक Mari Aur Alhamdulilah Rabbil Alameen Kaha *Hazrat Ibn e Umar رضي الله عنه Ne Usse Kaha Agar Aap Isko Mukammal Pura Kar Lete Is Tarah* Wa Asslam Ala Rasool Lil'Allah ﷺ To Zyada Behtar Hota

👉 Ye Dono Alag Alag Sanad Ki Riwayat Likhne Ke Baad Imam Bayhaqi Likhte Hain
*Dono Pehli Isnad (Sanad) Narration of Chain) Zyada Sahi Hai* Jame Tirmizi Wali Hadith Ziyad Bin Rabi Ki Riwayat Se
*Aur Jame Tirmizi Wali Riwayat Ziyad Bin Rabi Se Khata Galti Hui Daleel Hai Aur Imam Bukhari Ne Kaha Ke Usme Nazar Hai*

👉 *To Maloom Hua Ke Imam Bayhaqi Ne Jo छींक (Sneeze) Wali Riwayat Ki Sanad Wali Hadith Code Ki Wo Hi Sahi Hadees Hai* Aur Jame Tirmizi Wali Jo Riwayat Ziyad Bin Rabi Se Hai Usme Khata-Galat Hai Aur Gair Mutabar Hai

*📚 Reference Book*
*Shu'ab ul Iman Vol 7 Hadees *9325-&-9326-&-9327*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59