ZAYEEF HADEES OR MUHADDESEEN 2⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 ZAYEEF HADEES OR MUHADDESEEN 🥀*



👉 *Part 2️⃣*

*💢Za'eef Hadees Aur Imam Hakim*

*Hazrat Imam Hakim Nishapuri Al Mutawaffah 403 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Farmate Hain”*
Jab Ham Fazail A’amal Zikr Azkar Wagera) Me Aur Sawab wa Azaab Me Aur Mubahat Aur Dua’on Ke Bare Me Ahadees Zikr Karte Hain To Isme *Za'eef* Hadeeson Ko Bhi Dakhil Karte Lete Hain

*Toh Pta Chala Ki Zaeef Hadith Par Amal Karna In Chizo Me Jaiz Hai Aur Muhaddiso Ke Usool Me Shamil Hai*

👉 *Ab aap is baat pr gaor kijiye ki jinhone usool.e hadees banai wo khud Zayeef Hadeeso ko bhi fazail o amaal me hujjat mante h*

*lekin 1400 saal baad aaj kucj sadak chaap jahil kam ilm molvi kahte hai ki ye hadees zayeef hai ise nhi mante h*

*Or inki jahalat ke shikaar inhe andhe muqallid wahabi awaam banjaati h or inki awam bhi bina padhe likhe bina tahkeek kiye apne molvio ki jahalat bhari baat ko quran o hadees maan kr uspr amal krna shuru kredete h or zayeef hadees ka inkaar krte firte h*

*Allah ki panah aise km ilm ajhal e qaynaat ilm se yateem logon se*

*Aap sabhi se guzarish h is post ko khud bhi padhe samjhe or apne dost o ahbaab tk share bhi kre*
*Jisse unke ilm me izafa ho jazak Allah khaira*

*📚 Reference Book*
*Al Mustadrak Ala Sahihain Vol 1 Page 666*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*




टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59