Duniya Ki Muhabbat Me Giraftar Ho Jaawoge

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Duniya Ki Muhabbat Me Giraftar Ho Jaawoge 🥀*



✏️ Hazrat Uqba Bin Aamir رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabi E Akram ﷺ Ne Farmaya Mujhe Tumhare Mut’alliq Is Baat Ka To Dar Hee Nahin Hai Ki Tum Mere Baad Shirk Karoge Balki Mujhe Dar Hai Ki Tum Duniya Ki Muhabbat Me Giraftar Ho Jaawoge Aur Ladoge Aur Halaak Hoge Jaisa Ki Tum Se Pehle Log Huwe.
Hazrat Uqba رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Farmate Hain Ki Yeh Aakhiri Baar Thi Jab Mein Ne Huzoor Nabi E Akram ﷺ Ko Mimbar Par Jalwa Afroz Dekha (Ya’ni Us Ke Baad Jald Hee Aap ﷺ Ka Wisaal Ho Gaya)

*📚 References*
*(Sahih Muslim, Kitabul Fazail, Baab Baab isbati Hauzin Nabiyana Wa Sifatihi Hadees 2296 (B))(Imam Tabarani Mujam Ul Kabeer Vol 17 Pg 279 Hadees 769)*
*Front Cover Sahih Muslim*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59