Kya Auliya Ke Tabarruk Se Faiz Lena Barelviyo Ka Tarika Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Kya Auliya Ke Tabarruk Se Faiz Lena Barelviyo Ka Tarika Hai 🥀* 



✏️ *Hazrat Imam Shafai Al Mutawaffah 204 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Ko Khuwab Me Rasool Allah ﷺ Ki Ziyarat Hui To Aap Imam Shafai Ne Ek Shakhs Ko Rasool Allah ﷺ Ke Hukm Ke Mutaabik Hazrat Imam Ahmad Bin Hambal Al Mutawaffah 241 رحمۃ اللہ علیہ Ki Taraf Bheja Jisko Unhone Apni Kameez Bataur e Tabarruk Inayat Farmai*
Hazrat Imam Damiri Al Mutawaffah 808 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Likhte Hain
*Hazrat Imam Shafai رحمۃ اللہ علیہ Ne Farmaya Me Tujhse Is Shakhs Se Kameez Lekar Tujhe Ghabrahat Ya Preshani Me Nahi Dalta Balke Isko Dhokar Uska Pani Mujhe Lakar De To Unhone Kameez Dhokar Uska Pani Lakar Hazrat Imam Shafai رحمۃ اللہ علیہ Ko Lakar Diya To Unhone Apne Sare Jism Par Us Kameez Ka Pani Baha Diya*

👉 Kya Wahabiyon Deobandiyo Imam Shafai Imam Damiri Jaise Itne Azeem Imam Swaliheen Bhi Barelvi Thay *To Maloom Hua Ki Hum Barelviyo Ka Wahi Aqeeda Hai Jo 1400 Saalo Se Ummat Ke Imamo Ka Chala Aa Raha Hai* Maslak e Alahazrat Salamat Rahe Ek Pehchan Deen e Nabi ﷺ Ke Liye

*📚 Reference Book*
*Hayatul Bayanul Kabeer Vol 1 Page 278*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59