Maula Ali Ke Chahne Walon

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Maula Ali Ke Chahne Walon 🥀*



✏️ *Hazrat Imam Daylami Al Mutawaffah 509 Hijri Hadith Code Karte Hain*
Hazrat Ali Bin Hussain رضي الله عنه Bayan Karte Hain Ki Huzoor ﷺ Ne Farmaya
*Aye Ali*
*BeShak Allah Ta’ala Ne Tujhe Aur Teri Aulad Ko Aur Tere Ghar Waalon Ko Aur Tere Madadgaaron Ko Aur Tere Madadgaaron Ke Chaahne Waalon Ko Bakhsh Diya Hai Pas Tujhe Ye Khushkhabari Mubarak Ho*

👉 Chahat Shariyat Ke According Honi Chahiye Jaisi Muhabbat Hamare Aslaaf Auliya Ne Hum *Barelvio* Ko Sikhai Hai Na Ki Muhabbat Me Had Se Zyada Bad Jana Jaise Aaj Shia Rafzi Aur Unki Mutah Aulade Minhaji Ul Padri Mujawar Gawar Kar Rahe Hai Ki Unki Jhooti Chahat Azab Ban Gai Unke Liye

*📚 Reference Book*
*Musnad ul-Firdaws Vol 5 Hadees 8337*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59