Ham Gunehgaar khata kaar siya kaar fir bhi hamaare Aaqa ‎ﷺ ‏hame Bachane Hamari Madad Karne Aayenge ‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Ham Gunehgaar khata kaar siya kaar fir bhi hamaare Aaqa ﷺ hame Bachane Hamari Madad Karne Aayenge 🥀*



✏️ Hazart Abu Moosa Ash’ari رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram ﷺ Ne Farmaya 
*Mujhe Yah Ikhtiyaar Diya Gaya Hai Khwaah Mein Qayamat Ke Din Shafa’at Ko Chun Loo’n Ya Meri Aadhi Ummat Ko (Bina Hisaab Kitab) Jannat Me Daakhil Kar Diya Jaaye To Meine Us Me Se Shafa’at Ko Ikhtiyaar Kiya Hai Kyon Ki Aam Aur (Poori Ummat Ke Liye) Kaafi Hogi Aur Tum Shaayad Yah Khayal Karon Ki Woh Parhezgaaron Ke Liye Hogi*

*Nahin*
*Balki Wo (Meri Shafa’at) Bahut Zyaada Gunahgaron, Khatakaron Aur Bura’iyon Me Mubtila Hone Waalon Ke Liye Hogi*

*📚 Reference Book*
*Sunan Ibn Majah Vol 5 Page 404 Hadees 4311*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59