Meraj Ki Raat Khuda Ka Huzoor ‎ﷺ ‏Ke Karib Aana Aur Didaar Karana

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Meraj Ki Raat Khuda Ka Huzoor ﷺ Ke Karib Aana Aur Didaar Karana 🥀*



✏️ Hazrat Imam Abu Isa Tirmizi Al Mutawaffah *279* Hijri Likhte Hain
Hazrat Abdullāh Bin Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Rivayat Hai “Pura Meraj Ka Waqia Bayan Kiya Phir Kehte Hai
*Huzoor ﷺ Sidratul Muntaha Par Tashreef Laaye Aur Izzat Waala Jabbar Allah ﷻ Yaha Tak Ke Karib Huwa Aur Nazdik Aaya Ki Do Kamano Ya Is Se Bhi Kam Ka Faasla Reh Gaya” Khuda Aur Rasool ﷺ Me*
Aur Aagay Farmate Hain *Hum Bani Hashim Kehte Hai Beshaq Nabi e Kareem ﷺ Ne ALLAH ﷻ Ka Deedar Kiya*

*👉 Jo Kam ilm Iska inkaar krte hai wo apni islah krle*

*📚 Reference Book*
*Jame al Tirmizi Book Tafseer e Quran Vol 5 Hadees 3280*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59