Sahaba ‎رضي الله عنهم ‏Ki Muhabbat Aur Ummat Ka Imaan

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Sahaba رضي الله عنهم Ki Muhabbat Aur Ummat Ka Imaan 🥀*



*✏️ Hazrat Imam Hasan* رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Huzoor ﷺ Ne Apne Sahaba Se Farmaya Tum Loogo’n Me Aise Ho Jaise Khaane Me Namak (Salt) Hota Hai. Raawi Kahte Hain Ki Hazrat Hasan رضي الله عنه Ne Kaha Ki Namak Ke Baghair Khaana Accha Nahi Hota Phir Hazrat Hasan رضي الله عنه Ne Kaha Us Qaum Ka Kya Haal Hoga Jis Ka Namak Hi Chala Gaya
*Allahu'akbar'kabira*

*👉 Yani Namak Ki Misal Huzoor ﷺ Ne Is Liye Di Ki Jis Tarah Bina Namak Ke Khana Bekar Hota Hai Chahe Jitna Achay Se Usko Banao Material Dalo But Agar Namak Nahi To Sara Khana Bekar*
Same Isi Tarah Jo Din Raat Namaz Roza Karta Hai Par Sahaba Ke Bare Me Bakwaas Kare Ya Sunne Aur Unki Aa'dab o Azmat Uske Dil Me Nahi To Sari Iba'dat Aur Kalma Padhna Sab Bekar Hai

*📚 Refrance Book*
*Ibn e Abi Shaybah Fi Al Musannaf Vol 6 Hadees 32405*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
*👇 Scan Page 👇*




टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

एअ़्तिकाफ़ के फ़ज़ाइल65

ग़ैर आ़लिम तक़रीर करना चाहे तो? 51

मुसलमानो क़ुरआने मुक़द्दस पर 59